Abhi Nahin Jaana
Verse 1
Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
Verse 2
Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana Iski baaton mein mujhe nahi aana Iski baaton mein mujhe nahi aana
Verse 3
Shaam ke rang khile hain Mauke se hum bhi mile hain Shaam ke rang khile hain Mauke se hum bhi mile hain Aur abhi honge shuru pyaar ke jo silsile hain Pyaar ke jo silsile hain
Verse 4
Dil ko sambhaalo, maane to mana lo Dil ko sambhaalo, maane to mana lo Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana
Verse 5
Jadoo tera chalne laga hai Dil mera pighalne laga hai Jadoo tera chalne laga hai Dil mera pighalne laga hai Tujhse door jaane ko faisla badalne laga hai Faisla badalne laga hai
Verse 6
Shukriya tera kaha jo maana mera Shukriya tera kaha jo maana mera Aaja ab aake baahon mein samaa na Aaja ab aake baahon mein samaa na
Verse 7
Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana
Verse 8
Haan, dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana
Verse 9
Dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana