Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tu Mere Samne

Script

Verse 1

Tu Mere Samne Main Tere Samne Tu Mere Samne Main Tere Samne Main Tere Samne Tu Mere Samne Dono Ke Beech Hai Milo Ki Dooriyaan Dhak Dhak Dil Bole Tera Cham Cham Meri Chudiyaan Haayo Rabba Haayo Rabba Pyaar Diyaan Majbooriyaan Haayo Rabba Haayo Rabba Pyaar Diyaan Majbooriyaan Tu Mere Samne Main Tere Samne

Verse 2

Main Soochon Haan Kar Doon Dil Bole Na Kar De Dil Bole Haan Kar De Main Soochon Na Kar De Main Soochon Haan Kar Doon Dil Bole Na Kar De Dil Bole Haan Kar De Main Soochon Na Kar De Raata Hain Lambiyaan Baata Adhuriyaan Hona Ho Jaaye To Ho Jaaye Gala Puriyaan Haayo Rabba Haayo Rabba Pyaar Diyaan Majbooriyaan Haayo Rabba Haayo Rabba Pyaar Diyaan Majbooriyaan Tu Mere Samne Main Tere Samne

Verse 3

Jaa Apne Daaman Ko Phoolon Se Tu Bhar Le Jeena Hai To Jiye Marna Hai To Marle Jaa Apne Daaman Ko Phoolon Se Tu Bhar Le Jeena Hai To Jiye Marna Hai To Marle Dil Chaahe Dil Ko Aaj De De Manzooriyan Hum Bhi Karle Sarkar Ki Ji Hazuriyaan Haayo Rabba Haayo Rabba Pyaar Diyaan Majbooriyaan Haayo Rabba Haayo Rabba Pyaar Diyaan Majbooriyaan