Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Yaadein Yaad Aati Hain

Script

Verse 1

Yaadein .. yaad aati hain Jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai Yaadein .. yaad aati hain Ho jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Verse 2

Yaadein .. yaad aati hain Ho jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Verse 3

Jab door hote ho tum Kyun mujhe darr sa lagey Jab door hote ho tum Kyun mujhe darr sa lagey Raaton ke sanaaton mein Saaya judaa se lagey Yaadein .. yaad aati hain Ho jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Verse 4

Dil ke dariche mein jo Chupke se dastak si ho Dil ke dariche mein Chupke se dastak si ho Koi tere aahat hai Kyun mujhko aisa lagey Yaadein .. yaad aati hain Jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai

Verse 5

Yaadein .. yaad aati hain Haan jaan meri, jaan meri, jaan jaati hai