Hindi · Movie Lyrics
Ghir Ghir Aye Badarwa
Script
Verse 1
Ghir Ghir Aaye Badaravaa Kaare
Verse 2
Chaaro.N Or Hai Khushii Kaa Melaa Rahaa Naa Jaaye Aaj Akelaa Baar Baar Meraa Man Suunaa Kisako Aaj Pukaare Ghir Ghir Aaye Badaravaa Kaare ...
Verse 3
Chalii Nashe Me.N Chuur Havaa_E.N Mastii Se Bhar_Puur Havaa_E.N Machal Machal Kar Bijalii Chamake Jyo.N Nainaa Matavaare Ghir Ghir Aaye Badaravaa Kaare ...