Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aake Darr

Script

Verse 1

tanha na samajh khud ko tanha nahi hai tu har jagah har lamha main teri khidmat mein hoon aa aake darr aa darr ke marr aa marr ke tu ban jaa ek darr aa aake darr aa darr ke marr aa marr ke tu ban jaa ek darr

Verse 2

main ehsaas hoon bina badan main tere saath hoon har kadam main ehsaas hoon bina badan main tere saath hoon har kadam zindagi se hain meri dushmani jee raha hain tu besharam aa aake darr aa darr ke marr aa marr ke tu ban jaa ek darr dara dara ke main tujhe maar daalungi

Verse 3

khamoshi aaghaz hain yeh mera andaaz hain khamoshi aaghaz hain yeh mera andaaz hain marr ke tu aabaad hain jee ke tu barbaad hain aa aake darr aa darr ke marr

From this Album

2