Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Bhuja Do Deepak Hoon

Script

Verse 1

Bujhaa Do Diipak Huu.N Andheraa Kar Do Uthaa Do Ghuu.Nghat, Haay! Saveraa Kar Do Bujhaa Do Diipak Huu.N ...

Verse 2

Sharam Ke Maare Haatho.N Se Ye Cheharaa Dhaa.Np Ke Na Duur Duur Jaao Sar Se Kaa.Np Kaa.Np Ke Ki Ab Aao Paas, Merii Pyaas To Bujhaa Do Koii Gam Hai To Haay! Vo Meraa Kar Do Bujhaa Do Diipak Huu.N ...

Verse 3

Badal Lo Ruup Apanaa Aaj Mere Pyaar Se Sajaa Do Merii Suunii Sej Ko Bahaar Se Khushii Ke Phuul Gam Ke Dhuul Pe Bichhaa Ke Ise Khushiyo.N Kaa Haay! Baseraa Kar Do Bujhaa Do Diipak Huu.N ...

From this Album

1