Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Dagabaz Hai Yeh Waqt

Script

Verse 1

Dagabaaz hai yeh waqt Yaa zindagi bewafaa Ho gaye hain achanak Khud se hi laapata

Verse 2

Dagabaaz hai yeh waqt Yaa zindagi bewafaa Ho gaye hain achanak Khud se hi laapata Umeedon ki udhaari chadha gayi hain O ho behoshgi khumaari badh gayi hain Wooo…hoo..aa jaa e ke fanna Hoo..ho jaa e ke fanna

Verse 3

Ho shikwa shikayaton se Daaman chhudaye baithe hain Shakl pe gunaah hain Aaina dhokha hain Mushkile bepanaah Nee jaat hain kahan

Verse 4

Ghar mein sune sitaare Huye hain saare suna Suna aasmaan hain Ye samma hain Ghar mein sune sitaare Huye hain saare suna Suna aasmaan hain Ye samma hain Umeedon ki udhaari chadha gayi hain O ho behoshgi khumaari badh gayi hain Wooo…hoo..aa jaa e ke fanna Hoo..ho jaa e ke fanna

Verse 5

Adhuri jhoothi chahate Kaise milegi raahate Aayi aisi shamate Koan sacha koan sacha Koan bewajah saitaane Ajab si rawayate Ghazab si shararate Hain sabko maharate Tu na maange yahan sab ki Sab se judda hain

Verse 6

Ghar mein sune sitaare Huye hain saare suna Suna aasmaan hain Ye samma hain Ghar mein sune sitaare Huye hain saare suna Suna aasmaan hain Ye samma hain Umeedon ki udhaari chadha gayi hain O ho behoshgi khumaari badh gayi hain Wooo…hoo..aa jaa e ke fanna Hoo..ho jaa e ke fanna.