Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Qayamat Qayamat

Script

Verse 1

su: ye aaNkhen ye masti ye aaNkhen ye masti, ye palken ye kaajal ye zulfen ye Khushboo ye chooDi ye paayal (qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat) -2 a: ye chehraa ye tevar, ye qaatil adaayen ye premi ye paagal ye chaahat ye muhabbat (qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat) -2 su: ye aaNkhen ye masti, (ye palken) -4 (ye kaajal) -4

Verse 2

su: aashiq hai kaun vo, tum aashiqi ho jiski shaayar hai kaun vo, tum shaayari ho jiski a: hue tum deevaane yuN hi to nahin chalaa koi jaadoo kahin na kahin, kahin na kahin su: haaN kahin na kahin, kahin na kahin a: ye jaadoo ye jaadoo ye jaadoo, ye rangat ye rangat su: ye jalvaa ye jalvaa ye jalvaa ye javaani.. a: dilbar mere sanam, mahboob mere yaaraa badlaa hai aaj kyuN, andaaz ye tumhaaraa su: karuN kyaa koi zor chaltaa nahin sambhaale se bhi dil sambhaltaa nahin, sambhaltaa nahin a: haaN sambhaltaa nahin, sambhaltaa nahin su: ye maujen a: laa laa laa laa, laa laa laa su: ye saagar a: laa laa laa laa, laa laa laa su: ye havaayen.., ye mausam a: laa laa laa laa, laa laa laa a: ye mahfil, ye nagmaa, ye shoKhi ye aalam su: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat a: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat su: ye aaNkhen ye aaNkhen a: ye chehraa ye chehraa su: ye masti ye masti a: ye tevar ye tevar su: ye palken.., ye kaajal.. su: ye zulfen a: ye premi

Verse 3

su: ye Khushboo a: ye paagal su: ye chooDii a: ye chaahat su: ye paayal a: ye muhabbat su: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat a: qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat su: haaN qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat a: haaN qayaamat qayaamat qayaamat qayaamat