Hindi · Movie Lyrics
Kaun Aaya Mere Man Ke Dwaare
Script
Verse 1
(Kaun Aayaa Mere Man Ke Dvaare, Paayal Kii Jhanakaar Liye ) \- 2 Kaun Aayaa ... (Aa.Nkh Na Jaane, Dil Pahachaane Suuratiyaa Kuchh Aisii ) \- 2 Yaad Karu.N To, Yaad Na Aaye Muuratiyaa Ye Kaisii Paagal Manavaa, Soch Me.N Duubaa Sapano.N Kaa Sa.Nsaar Liye Kaun Aayaa ... (Ik Pal Sochuu.N, Merii Aashaa Ruup Badal Kar Aai) \- 2 Duuje Pal Phir, Dhyaan Ye Aae Ho Na Kahii.N Parachhaaii.N Jo Paradesii Ke, Ghar Aai Ek Anokhaa Pyaar Liye Kaun Aayaa ...