Tere Siva
Verse 1
Yeh hai dua, ya hai sazaa Kuch na dikhe, tere siva Tere siva Duniya mein kuch bhi na dikhta hai, tere siva Tera nasha Chhaaya hai, chhaaya hai, chhaaya hai, tera nasha
Verse 2
Yeh nasha, badh jaaye na, kahin ragon mein chadh jaaye na Tere bin kuch na rahoon, pyaar be-bas kar jaaye na
Verse 3
Iss tarah khona kisi mein, theek bhi hai ya nahin Pyaar ke iss sagar mein main, doob na jaaun kahin
Verse 4
Yeh hai dua, ya hai sazaa Kuch na dikhe, tere siva Tere siva Duniya mein kuch bhi na dikhta hai, tere siva Tera nasha Chhaaya hai, chhaaya hai, chhaaya hai, tera nasha
Verse 5
Iss tarah chhoota hai tu, gir hassi khulti hoon main Kitne din ehsaas yeh, sang le chalti hoon main
Verse 6
Din-ba-din chahat teri, ho rahi aadat meri Aisa hai tera nasha, gum sa hai khud ka pataa
Verse 7
Ye hai dhuan, ya hai sazaa Kuch na dikhe, tere siva Tere siva Duniya mein kuch bhi na dikhta hai, tere siva Tera nasha Chhaaya hai, chhaaya hai, chhaaya hai, tera nasha