Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tu Jaan Se Pyara

Script

Verse 1

Tu Jaan Se Pyaraa Ho Gaya, Jeene Ka Sahaaraa Ho Gaya||2 Tu Rab Se Bhi Pyaraa Ho Gaya, Tu Ishq Hamaaraa Ho Gaya Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya

Verse 2

Tera Husn Ka Jadoo Chal Gaya, Seene Se Nikal Kar Dil Gayaa Chaahath Ka Nasha Hai Cchha Gaya, Hona Hai Mujhe Tujh Mein Fanaa Tera Husn Ka Jadoo Chal Gaya, Seene Se Nikal Kar Dil Gayaa

Verse 3

Aakhon Se Ishaarein Yun Huye Dil Tera Hua Hum Tere Huye Jo Khwab Adhurein The Mere Lamhon Mein Woh Poore Ho Gaye Rag Rag Mein Basaloongi Tujhe Mujhe Jeena Nahin Tere Bina Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya Tu Rab Se Bhi Pyara Ho Gaya, Tu Ishq Hamaara Ho Gaya Tu Jaan Se Pyara Ho Gaya, Jeene Ka Sahaara Ho Gaya

Verse 4

Shaamil Hai Tu Mujhe Mein Is Tharah Phoolon Mein Ho Khusboo Jis Tharah Tera Ishq Hai Meri Zindagi, Tera Pyar Hai Meri Har Khushi Dil Tera Deewana Ho Gaya, Har Ghum Se Begaana Ho Gaya Tera Husn Ka Jadoo Chal Gaya, Seene Se Nikal Kar Dil Gaya Chaahath Ka Nasha Hai Cchha Gaya, Hona Hai Mujh Tujh Mein Fanaa ||Tu Jaan