Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Dil Ne Phir Yaad Kiya

Script

Verse 1

--MALE-- Mmm hmm hmm hmm, oh ho ho... Dil ne phir yaad kiya Chori chori sataane lagaa, raaton ko bhi jagaane lagaa Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya Dil ne phir yaad kiya --FEMALE-- Chori chori sataane lagaa, raaton ko bhi jagaane lagaa Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya Dil ne phir yaad kiya --MALE-- Chaaro taraf khumaar hai, mausam bhi beqaraar hai Baheke hue khayaalon pe ab naa ikhtiyaar hai --FEMALE-- Chaaro taraf khumaar hai, mausam bhi beqaraar hai Baheke hue khayaalon pe ab naa ikhtiyaar hai --MALE-- Khwaabon ko bhi sajaane lagaa, jadoo koi chalaane lagaa --FEMALE-- Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya --MALE-- Dil ne phir yaad kiya Hey eh hey, la la laa..... --FEMALE-- Chhaaya jab suroor hai, saare ghamon se door hai - 2 Masti mein hai yeh zindagi, kuch to hua zaroor hai --MALE-- Chhaya jab suroor hai, saare ghamon se door hai Masti mein hai yeh zindagi, kuch to hua zaroor hai --FEMALE-- Dheere dheere jhalaane lagaa, neendon ko bhi churaane lagaa --MALE-- Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya --FEMALE-- Dil ne phir yaad kiya --BOTH-- Chori chori sataane lagaa, raaton ko bhi jagaane lagaa Lamha haseen pyaar ka dil ne phir yaad kiya Dil ne phir yaad kiya

From this Album

1