Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

O Haseena Zulfonwali

Script

Verse 1

Oh Haseena Zulfon Waali Jaane Jahan Dhoondti Hai Kaafir Aankhen Kiska Nishan Oh Haseena Zulfon Waali Jaane Jahan Dhoondti Hai Kaafir Aankhen Kiska Nishan Mehfil Mehfil Aye Shama Firti Ho Kahan Mehfil Mehfil Aye Shama Firti Ho Kahan Woh Anjana Dhoondti Hoon Woh Deewana Dhoondti Hoon Jalakar Jo Chip Gaya Hai Woh Parwana Dhoondti Hoon

Verse 2

Garam Hai Tez Hai Yeh Nighaen Meri Kaam Aa Jaayegi Sard Aahen Meri Tum Kissi Raahon Mein To Milo Ge Kahin Ishq Hoon Main Kahin Therta Hi Nahin Main Bhi Hoon Kaliyon Ki Parchaayi Kabhi Yahan Kabhi Wahan Shaam Isse Kuch Ho Jaata Hai Mera Bhi Jaadoo Jawan Oh Haseena Zulfon Waali Jaane Jahan

Verse 3

Dhoondti Hai Kaafir Aankhen Kiska Nishan Mehfil Mehfil Aye Shama Firti Ho Kahan Mehfil Mehfil Aye Shama Firti Ho Kahan Woh Anjana Dhoondti Hoon Woh Deewana Dhoondti Hoon Jalakar Jo Chip Gaya Hai Woh Parwana Dhoondti Hoon Haan Dil Vil Pyaar Pyaar Yun Hi Badnaam Hai Aisi Badnaamiyon Ka Wafa Naam Hai Katal Karke Chale Bewafa Khoob Hai Hai Naadaan Teri Yeh Ada Khoob Hai Main Bhi Hoon Kaliyon Ki Parchaayi Kabhi Yahan Kabhi Wahan Shaam Isse Kuch Ho Jaata Hai Mera Bhi Jaadoo Jawan

Verse 4