Koi Nahin Aisa
Verse 1
Chorus: La La La La, Pa Ra Ra Ra... Amit: Koi Nahin Aisa, Ke Jo Mujhko Tokey Kahon Main Jo Hoga, Woh Rahega Hoke Nahin Rukta Hoon Main, Kisi Ke Roke Main Jhoonka Hawa Ka, Thaherta Kahan Hoon Main Pal Mein Yahan Hoon, Main Pal Mein Wahan Hoon Hai Na Chorus: Hai To Amit: Hai Na Chorus: Hai To Amit/Chorus: Hai Na, Hai Na, Hai Na... Alka: Bulati Hain Mujhe, Nayee Nayee Rahein Lubhaati Hai Mujhe, Nayee Nayee Chaahein Pukarey Ye Zindagi, Kholey Baahein Jidhar Dekhti Hoon, Jahan Dekhti Hoon Fizaaein Nayee Hain, Hawaein Nayee Hain Hai Na Chorus: Hai To Alka: Hai Na Chorus: Hai To Alka/Chorus: Hai Na, Hai Na, Hai Na... Chorus: Pa Ra Pa Ra Pa Pa... Oh Yeah! Yo! Amit: Kehte Hain Sabh Mujhe, Manchala Mera Ajeeb Hai Silsila Dil Dhadakte Hain Chorus: Dhadakte Hain Amit: Jaata Hoon Main Jahan Chorus: Main Jahan Amit: Subaha, Shaam, Ya Dopahair Dil Mein Khushi Ki Hai Ek Lahair Main Jo Chaahoon To Chorus: Chaahoon To Amit: Choo Loon Ye Aasman Chorus: Aasman Alka: Bulati Hain Mujhe, Nayee Nayee Rahein Haan, Lubhaati Hain Mujhe Nayee Nayee Chahein Amit: Main Jhoonka Hawa Ka, Thaherta Kahan Hoon Main Pal Mein Yahan Hoon, Main Pal Mein Wahan Hoon Hai Na Chorus: Hai To Amit: Hai Na Chorus: Hai To Amit/Chorus: Hai Na, Hai Na, Hai Na... Alka: Phoolon Ke Shahair Mein Hoon Pali Khilne Lagi Hai Dil Ki Kali Abh Nigahon Mein Chorus: Nigahon Mein Alka: Khaabon Ka Hai Samaa Chorus: Hai Samaa Alka: Koi Kahani Hai Ankahi Lagta Hai Aane Ko Hai Koi Kahey Ye Dil Mera Chorus: Dil Mera Alka: Hona Hai Kuch Yahan Chorus: Kuch Yahan Amit: Koi Nahin Aisa Ke Jo Mujhko Toke Kahoon Main Jo Hoga, Woh Rahega Hoke Alka: Jidhar Dekhti Hoon, Jahan Dekhti Hoon Fizaaein Nayee Hain, Hawaein Nayee Hain Amit: Hai Na Chorus: Hai To Alka: Hai Na Chorus: Hai To Amit/Alka/Chorus: Hai Na, Hai Na, Hai Na Pa Ra Ra Ra Pa Ra Ra Ra Re Ray... (6x)