Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Jaane Kyun Pyaar Mein (Remix)

Script

Verse 1

Woo ..

Verse 2

Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata hai Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin Ye raatein katt ti nahin, ye din kat ta nahin

Verse 3

Haanji haan pyaar mein aisa ho jaata hai Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Verse 4

Ishq toofan hai yaara husn haseen nazara Tum zara bachke rehna yun shabnam hai sharara

Verse 5

Aashiqui mein ab ye dil, kuch kar jaayega Rokey chahe duniya ye, rukk nahin paayega Ishq ki raah ye, itni aasan nahin Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Verse 6

Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata hai Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Verse 7

Thodi bechaini hai, thoda sa karaar hai Hai jahan humnasheen, wahin dil yaar hai Hongi betaabiyan rasme deedar mein Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin

Verse 8

Jaane kyun pyaar mein aisa ho jaata hai Ye raatein katt ti nahin, ye din katt ta nahin - 4 times