Yeh Man Mera
Verse 1
Ba: ( ho ye man meraa baDaa hi chhaliyaa maaf karo brijbasiyaa -2 ) -2 raadhaaji ke man mein basein ham man mein basein ham haaN dhan mein basein ham aisaa karo kuchh rasiyaa maaf karo brijbasiyaa all: hoy ( raadhaa bhi yahin meeraa bhi yahin inhein chhoDke tu jaanaa na kahin ) -2 Ba: maaf karo brijbasiyaa -2
Verse 2
A: kitni mohni moorat teri dekhooN har ghaDi bas tujhko Ba: kitni sohni soorat teri bhaaye ab yahi bas mujhko A: tere is dar pe hain aaye savaali Ba: bharosaa hamein hai naa jaayeNge Khaali A: dayaa ab karo Ba: ye jholi to bharo A: tumhaaraa sahaaraa bhaNvar mein kinaaraa ho sab kahte tum antaryaami paDh lo jiyaa ki patiyaa Ba: aisaa karo kuchh rasiyaa A: he raadhaa bhi yahin meeraa bhi yahin inhein chhoDke tu jaanaa na kahin, hey Chorus: raadhaa bhi yahin meeraa bhi yahin au o inhein chhoDke tu jaanaa na kahin au o
Verse 3
Ba: raadhaa raadhaa tere pyaar mein main ho gayaa hooN aadhaa A: ham apni aaNkhoN mein teraa hi roop basaaye re muD ke dekh hamein khaDe hain tere daayein-baayein re Ba: ham dil ke rogi re A: ham dil ke rogi re Ba: koi naa jaane ham deevaane prem ke jogi re na ye ghar chhoD ke jaayeNge naa jaayeNge Chorus: na jaayeNge naa jaayeNge na ye ghar chhoD ke jaayeNge A: kaaTe kaTe naa ab to akele birhaa ki sooni ratiyaa Ba: kuchh to karo brijbasiyaa A: hurr raadhaa bhi yahin meeraa bhi yahin inhein chhoDke jaanaa naa kahin all: raadhaa bhi yahin o o meeraa bhi yahin o o inhein chhoDke o o tu jaanaa naa kahin
Verse 4
Ba: ho ye man meraa baDaa hi chhaliyaa maaf karo brijbasiyaa -2 maaf karo brijbasiyaa -2