Maine Kisko Chaha
Verse 1
Maine jisko chaaha mil gaya Chain jab se aaya dil gaya Dekhke tumhaari yeh ada Jaaneman hui main to fida
Verse 2
Maine jisko chaaha mil gaya Chain jab se aaya dil gaya Dekhke tumhaari yeh ada Jaaneman hua main to fida
Verse 3
Mujhe kar de paagal yeh aankhon ka kaajal Deewaana kare yeh hansi Teri uthti jhukti yeh qaatil nigaahein Sikhaane lagi aashiqui
Verse 4
Mujhe jhoomne de tujhe choomne de Hai mauka bada dilnasheen
Verse 5
Bekhabar tujhe na yeh pata Mere ishq ka hai yeh nasha
Verse 6
Maine jisko chaaha mil gaya (La la la la la la la la la la la la la La la la la la la la la la la) - 2
Verse 7
Mohabbat hoon main mujhko lab se laga le Bujha le tu dhadkan ki pyaas Gulaabon ke saaye khayaalon pe chhaaye Na kaanta koi aas paas
Verse 8
Tera ishq dil mein chubhe lamha lamha Tu jaan meri main teri saans
Verse 9
Rang aisa chhalka pyaar ka Yeh zamaana saara hil gaya Maine jisko chaaha mil gaya