Meetha Sa
Verse 1
--Male-- Aaaaa Aaaaa --Female-- Aaaaaa Aaaaaa --Male-- Meetha Sa Ishq Laage Kadvi Judayi Yaar Mera Sacha Laage Jhooti Khudayi Meetha Sa Ishq Laage Kadvi Judayi Yaar Mera Sacha Laage Jhooti Khudayi Chandni Ne Tan Pe Mere Chaadar Bhichayee Odha Jo Tune Mujhko Saans Laut Aayi Chandni Ne Tan Pe Mere Chaadar Bhichayee Odha Jo Tune Mujhko Saans Laut Aayi Ohooooo Ohhoooo --Female-- Yeh Aalam Hai Ishq Ishq Aalam Hai --Male-- Ohooooo Ohhoooo --Female-- Yeh Aalam Hai Ishq Ishq Aalam Hai
Verse 2
--Male-- Mehndi Ka Rang Jhat Se Gehra Gaya Ek Pal Mein Haaye Kya Hua Payalo Ka Shor Jaane Kaise Tham Gaya Ek Pal Mein Haaye Kya Hua Mann Maane Na Kuch Jaane Na Bawra Pankhudi Sa Ude Tana Dir Tana Tana.... (Aaaaa, Yeh Aalam Hai Ishq Ishq Aalam Hai)
Verse 3
--Male-- Bole Bina Kitna Kuch Keh Gaya Raat Bhar Mein Sochta Raha Ek Masiaah Mujhko Chuu Kar Gaya Kaun Tha Mein Dhoondta Gaya Mann Maane Na Kuch Jaane Na Bawra Pankhudi Sa Ude Tana Dir Tana Tana.... (Aaaaa, Yeh Aalam Hai Ishq Ishq Aalam Hai) --Male-- Meetha Sa Ishq Laage Kadvi Judayi Yaar Mera Sacha Laage Jhooti Khudayi Meetha Sa Ishq Laage Kadvi Judayi Yaar Mera Sacha Laage Jhooti Khudayi Chandni Ne Tan Pe Mere Chaadar Bhichayee Odha Jo Tune Mujhko Saans Laut Aayi Chandni Ne Tan Pe Mere Chaadar Bhichayee Odha Jo Tune Mujhko Saans Laut Aayi Ohooooo Ohhoooo --Female-- Yeh Aalam Hai Ishq Ishq Aalam Hai --Male-- Ohooooo Ohhoooo --Female-- Yeh Aalam Hai Ishq Ishq Aalam Hai