Wo Bhi Ek Daur Tha
Verse 1
tabdiliyaan jahaan ki rasmo riwaaj kya hai yeh log jaante hai, kal kya tha, aaj kya hai
Verse 2
(woh bhi ek daur tha, yeh bhi ik daur hai woh jahaan aur tha, yeh jahaan aur hai) - 3 jindagi ke hai chehre kayi, aur isape hai pehre kayi - 2 dekhiye toh yahaan kuchh nahin, sochiye kaabile gaur hai (woh bhi ek daur tha, yeh bhi ik daur hai woh jahaan aur tha, yeh jahaan aur hai) - 2
Verse 3
jindagi ke naye saanz par, kyun thirkate hain ujale badar? - 2 loot gayi hai kalin ki hasin, chhin gaya phool ka baakpan - 2 khaamoshi mein bada shor hai (woh bhi ek daur tha, yeh bhi ik daur hai woh jahaan aur tha, yeh jahaan aur hai) - 2
Verse 4
shaayari shaayari dil ki aawaaj hai meri - 6 (kisko sunaaye kisho bataaye duniya ki daastaan hamse kafa hai hamse juda hai kal the jo meherbaan) - 2 shaayari shaayari dil ki aawaaj hai meri - 2
Verse 5
(aao dilon ko phirse milaaye kirdaar nek ho duri bhulaake nafrat mitaake hum phirse ek ho) - 2 hum phirse ek ho, ek ho, hum phirse ek ho, ek ho.........