Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Yeh Dooriyan

Script

Verse 1

o oooooooo ooo ooo

Verse 2

(yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2 badla badla sa zamaana, khamoshiyaan bhi hai gumshuda) - 2 o oooooooo ooo ooo

Verse 3

(o janiyaan koyi mera dil le gaya haan dekho dekho zara, dil se huyi khata) - 2 yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2

Verse 4

(yeh zindagi badle ek pal mein yahaan badla hai saara jahaan, jeene ka lele maza) - 2 [yeh dooriyaan abb hai kahaan, yeh faasale na darmiyaan - 2 badla badla sa zamaana, khamoshiyaan bhi hai gumshuda] - 2