Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Behka

Script

Verse 1

Behka... main behka woh behki hawa siaayee Ek hi nazer mein sab Manzil wanzil payee Hatke alag si thee Bilkul juda si Na hi adaayen na koi angrayee

Verse 2

Behka.... behka Main behka... behka Mehka mehka ye mann hai mehka Behka main behka Woh behki hawa siaayee Ek hi nazer main sab Manzil wanzil payee

Verse 3

Dhadkan dhak dhak dhak hyee Jhoomoo main jhamak jhamajham Rasta takoon takoon takoon main Pal pal jagoon jagpoon jaggpn jagpoon jagoo jagoon main Baar baar badal karwat usko sochoon main Behka behka Main behka behka behka Mehka mehka Yeh mann hai mehka Guzare jahan se woh Rounak udaaye Chhalke nadi si woh Mujhko bhigoti jaaye woh gun gunaaye Nageene lutaaye Khatta sa bachpan Meethi shararat Thoda resham hai Thodi nazakat Kabhi sharmaye Kabhi lahraye Usme saahi hai Aru jaane kitni gahrayee Benka mkain behka Woh behki hawa si aayee Ek he nazar mein sab Manzil wanzil payee Hatke alag si thee Bilku juda si Na hi adaayen Na koi angrayee Behka behka Main behka behka Mehka mehka Yeh mann hai mehka Uski boli jaise phoolon ki toli Uska chalna Rituen badalna Jhoot bhi uske sachche Taktaki lagaye huey Saath saath jaane kitne Sarrey mausam khade rahen Behka main behka Woh behki hawa si aayee Ek hi nazar mein sab Manzil wanzil payee(2) Hatke alag si thee woh Bilkul juda si Na hi adaayen Na koi angrayee Behka main Haan behka behka main Benka main Haan behka behka main Behka main Haan behka behka main behka main Haan behka behka main Behka main Haan behka behka Behka main