Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aanewala Pal Jaanewala Hai

Script

Verse 1

Aane vaalaa pal jaane vaalaa hai

Verse 2

Ho sake to is me.n

Verse 3

Zi.ndagii bitaa do

Verse 4

Pal jo ye jaane vaalaa hai

Verse 5

Ek baar yuu.n milii, maasuum sii kalii

Verse 6

Khilate hue kahaa

Verse 7

Khush paash mai.n chalii

Verse 8

Dekhaa to yahii.n hai.n

Verse 9

Dhuu.ndhaa to nahii.n hai.n

Verse 10

Pal jo ye jaane vaalaa hai.n

Verse 11

O ho

Verse 12

Aane vaalaa pal jaane vaalaa hai.n

Verse 13

Ho sake to is me.n, zi.ndagii bitaa do

Verse 14

Pal jo ye jaane vaalaa hai.n

Verse 15

Ek baar vaqt se, lamahaa giraa kahii.n

Verse 16

Vahaa.n daastaa.n milii

Verse 17

Lamahaa kahii.n nahii.n

Verse 18

Tho.daa saa ha.nsaake

Verse 19

Tho.daa saa rulaake

Verse 20

Pal ye bhii jaane vaalaa hai.n

Verse 21

O ho

Verse 22

Aane vaalaa pal jaane vaalaa hai.n

Verse 23

Ho sake to is me.n, zi.ndagii bitaa do

Verse 24

Pal jo ye jaane vaalaa hai.n