Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tu Saala

Script

Verse 1

Mein Tujhse Pyaar Kiya Hai, Tu Hai Meri Jaan Meri Har Dhadkan Kehti Hai, Mein Tujhpe Qurbaan

Verse 2

Mein Tujhse Pyaar Kiya Hai, Tu Hai Meri Jaan Meri Har Dhadkan Kehti Hai, Mein Tujhpe Qurbaan Tera Zara Sa Bhi Dhola Jo Imaan, Tu Saala Kaam Se Gaya, Hhaa Huwa Tera Kaam Tamaam, Tu Saala Kaam Se Gaya Tera Dil Jo Huwa Beimaan, Tu Saala, Tu Saala, Tu Saala Kaam Se Gaya

Verse 3

Teri Nazaron Pe Jane Ja Meri Nazar Hai Teri Sari Harkaton Ki Mujhko Khabar Hai Ha Haann.. Ha Haaann Aare Mastiyon Mein Dooba Hai, Tujhe Nahin Phikar Hai Aaja Aaja Hosh Mein Aaja, Tu Pagal Naadaan Tera Zara Sa Bhi Dhola Jo Imaan, Tu Saala Kaam Se Gaya Haii, Huwa Tera Kaam Tamaam, Tu Saala Kaam Se Gaya Tera Dil Jo Huwa Beimaan, Tu Saala.. Kaam Se Gaya

Verse 4

(Baby You Should Have No Doubt I Don’t Like To Freak You Out But His Love Thing No Piece Of Cake Make Sure You Make No Mistake) - 2

Verse 5

Aisi Waisi Galion Se Kabhi Na Guzarna Kisi Bewafa Ke Chehare Pe Mat Marna No No No No No Mujhse Kabhi Bhi Bewafai Mat Karna Sach Kehati Hun Janu Rehana Sawadaan Tera Zara Sa Bhi Dhola Jo Imaan, Tu Saala Kaam Se Gaya, Haii Huwa Tera Kaam Tamaam, Tu Saala Kaam Se Gaya Tera Dil Jo Huwa Beimaan, Tu Saala.. Kaam Se Gaya

Verse 6

Mein Tujhse Pyaar Kiya Hai, Tu Hai Meri Jaan Meri Har Dhadkan Kehti Hai, Mein Tujhpe Qurbaan Tera Zara Sa Bhi Zara Sa Bhi, Zara Sa Bhi Dhola Jo Imaan Tu Saala Kaam Se Gaya, Hhaa Huwa Tera Kaam Tamaam, Tu Saala Kaam Se Gaya Jo Na Bachke Raha Meri Jaan, Tu Saala Kaam Se Gaya