Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Cheel Cheel Cheelake

Script

Verse 1

ki: yaa yaa, yaa ba ga, yaa yuN, yaa ba ga uN aa rahe the ishkool se, raste mein, hamne dekhaa ek khel saste mein male voice: kyaa beTaa kyaa? ki: aaN maaN ki: (cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye) -2 (arrey, vaah vaah vaah) -2

Verse 2

ki: arrey chorus: vaah vaah vaah ki: arrey chorus: vaah vaah vaah, vaah ki: ai, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye (chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4 ki: (ey laToo baaku, aa baaku) -4 ki: chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail chhuk-chhuk-chhuk-chhuk-chhuk chali jaati hai rail chhup-chhup-chhup totaa mainaa kaa mel (pyaar ki pakauDi meeThi baaton ki bhel) -2 thoDaa noon, thoDi mirch, thoDi sonTh, thoDaa tel (chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4 ki: bol child: cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye ki: ale vaa le beTaa child: jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye (chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -3 chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: arrey ki: (gol mol gol moTe laalaa shaukeen) -2 tond mein chhupaye hain chiraaG-e-aalaadin (teen ko hameshaa karte aaye saaDhe teen) -2 zaraa naap, zaraa tol, ise looT, use chheen (ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2

Verse 3

chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye (chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -4 ki: (ey laToo baaku, aa baaku) -4 ki: (koi mujhe chor kahe, koi kotvaal) -2 kis pe yaqeen karuN, mushkil savaal (duniyaa mein yaaro hai baDaa hi golmaal) -2 kahin Dhol, kahin pol, seedhi baat, TeDhi chaal (ki: arrey chorus: vaah vaah vaah) -2

Verse 4

chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: vaah ki: ey, cheel-cheel chillaa ke kajri sunaaye jhoom-jhoom kauvaa bhi Dholak bajaaye ki: arrey chorus: vaah vaah vaah ki: vaah (chorus: arrey vaah vaah vaah ki: vaah) -2 chorus: arrey vaah vaah vaah vaah ki: aye ki: uN uN, baabaa man ki aaNkhen khol