Hindi · Movie Lyrics
Is Pal Ki Soch
Script
Verse 1
na gujre huye pal ki baat kar - 2, na aanewaale kal ki soch bhulaake tu saare jahaan ko, (iss pal ki soch - 3)
Verse 2
jo paana hia woh paana hai, jo khona hai woh khona hai - 2 jo hona hai woh hona hai, phir kis baat ka rona haina gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch - 3)
Verse 3
jo aana hai woh aayega, jo jaana hai woh jaayega - 2 lamha jhonka hawa ka hai, koi ise rok na paayegana gujre huye pal ki baat kar, na aanewaale kal ki soch bhulaake tu saare jahaan ko, (is pal ki soch - 3)