Shukriya Shukriya Shukriya
Verse 1
Alka: (Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya) - 2 Udit: (Jaage sapne, jaage armaan, jaagi hai dhadkan Kaisi duniya, kya zamaana, tod har bandhan) - 2 Alka: Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya (Kya kahoon, kya maine tumse milke paaya hai Tum jo aaye, zindagi mein rang aaya hai) - 2 Udit: Aao tumko le chaloon main dil ki raahon mein Aaj humko manzilon ne khud bulaaya hai Alka: Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya Udit: Barkha badal, choli aanchal, phool aur khushboo Hum bhi yunhi saath mein hai, jaanle yeh tu Alka: Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya Mere dil ka haal kya hai, kya kahoon tumse Pyaar itna paake mere hosh hai goom se Udit: Zindagi bhar pyaar mera kam nahin hoga Maanglo tum jaan bhi to gham nahin hoga Alka: Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya Udit: Dharti ambar, dariya saagar, geet aur sargam Mauj saahil, rastaa manzil, saath hai yun hum Alka: (Shukriya, shukriya, shukriya mere piya Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya) - 2...