Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aa Jaane Jaan

Script

Verse 1

Aa jaane jaan, aa jaane jaan Aa mera yeh husn jawan jawan jawan Tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana

Verse 2

Mein hoon tu hai yeh hai woh hai, charo hain yahan Dekho socho yun na roko, mauka hai jawan Babes yaha aaya hai, dil ko churane casanova, casanova

Verse 3

Aa jaane jaan, aa jaane jaan

Verse 4

You want sa (some), you need sa (some), come get sa (some)

Verse 5

O sooni sooni raaton mein, bheege jazbaaton mein Kaise batau jaane mujhe kya hua Baaton hi baaton mein, do hi mulakaaton mein Teri nazar ne badan ko chua Aaja baahon mein le loon, teri zulfon se khelun Come a little closer baby

Verse 6

Aa jaane jaan, aa jaane jaan Aa mera yeh husn jawan jawan jawan Tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana Aa jaane jaan

Verse 7

Jaane kyun yeh doori hai, kaisi majboori hai Tere chue bina hi jalne lagey Khwaishein adhuri hai, milna zaroori hai Seenay se armaan nikalne lagey Kitna haseen hai mauka, kisne tujhe hai roka You driving me so crazy

Verse 8

Aa jaane jaan, aa jaane jaan Aa mera yeh husn jawan jawan jawan Tere liye hai aas lagaye o zalim aa jaana Aa jaane jaan, aa jaane jaan