Lafanaa
Verse 1
Hisss
Verse 2
She's a snake, she's a women She's snake women on the prowl She's in search of a lover She can hisss, she can ground
Verse 3
Lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui Zarre zarre mein pinah yeh aashiqui Intedah hai inteha yeh aashiqui Zinda rehne ki wajah hai ashiqui Kaise main tujhko bhula doon Har pal main tujhko sada doon Aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma
Verse 4
Lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui Zarre zarre mein pinah yeh aashiqui
Verse 5
Harshe mein tera nazaara Aaja kahin se tu aaja Tere bina jeena yahan Jeena mera dushvaar hua Lamha lamha mujhe hai tujhse nisbat ho jaana Saari umar tu mujhe de teri kurbat o jaana Kaise main tujhko bhula doon Har pal main tujhko sada doon Aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma
Verse 6
Lafanaa hai lafanaa yeh aashiqui Zarre zarre mein pinah yeh aashiqui
Verse 7
Tu meri subah ka taara Mere falak se tu na jaa Tu hi toh hai, tu hai mera Bas ek mera gum faar yahan
Verse 8
Jaaga jaaga rahe tu mujh mein har dum oh jaana Bheega bheega hai mere dil ka mausam oh jaana Kaise main tujhko bhula doon Har pal main tujhko sada doon Aa khud ko tujhpe mita doon mujhe aazma
Verse 9
Hisss
Verse 10

Verse 11
Hisss