Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Albela Albela

Script

Verse 1

hey albela albela ithlaata hai yeh din nayi nayi si hai zindagi gun gun karti hai yeh hawaaayein, gaata hai yeh din goonji goonji dil mein hai khushi sapno ke hai chhaaye badal barshe har pal yaadon ki sharmili shabnam lehraahti hai thandi hawaan yeh kya huwa khoye khoye se kyun hai hum albela albela ithlata hai yeh din nayi nayi si hai zindagi

Verse 2

umm suraj undele apne ujaale chalke huye hai phoolon ke pyaale khusboo ki pariyaan udne lagi hai is pal kahin hai, us pal kahin hai sapno ke hai chhaye badal barshe har pal yaadon ki sharmili shabnaam lehraahti hai thandi hawaan yeh kya hua khoye khoye se kyun hai hum albela albela ithlata hai yeh din nayi nayi si hai zindagi

Verse 3

baat hai kaisi yeh anhoni chaanvo hai ujali dhoop saloni kaisa yeh lamhaa, kaisi ghadi hai rut aate aate kyon hans padi hai sapno ke hai chhaye badal barshe har pal yaadon ki sharmili shabnaam lehraahti hai thandi hawaan yeh kya hua khoye khoye se kyun hai hum albela albela ithlata hai yeh din nayi nayi si hai zindagi gun gun karti hai yeh hawaaaien, gaata hai yeh din goonji goonji dil mein hai khushi