Ghoonghat Ke Aad Se
Verse 1
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 2
Diidaar adhuuraa rahataa hai
Verse 3
Jab tak naa pa.De aashiq kii nazar
Verse 4
Si.ngaar adhuraa rahataa hai
Verse 5
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 6
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 7
Diidaar adhuuraa rahataa hai
Verse 8
Jab tak naa mile nazaro.n se nazar
Verse 9
Iqaraar adhuuraa rahataa hai
Verse 10
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 11
Dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 12
Dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 13
Gore mukha.De se ghuu.nghataa hataane de
Verse 14
Gha.Dii apane milan kii to aane de
Verse 15
Mere dil pe nahii.n meraa kaabuu hai
Verse 16
Kuchh nahii.n ye chaahat kaa jaaduu hai
Verse 17
Ba.dhati hii jaatii hai.n sanam pyaar kii ye bekhudii ho
Verse 18
Do premiyo.n ke naa milane se
Verse 19
Sa.nsaar adhuuraa rahataa hai
Verse 20
Jab tak naa pa.De aashiq kii nazar
Verse 21
Si.ngaar adhuraa rahataa hai
Verse 22
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 23
Dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 24
Haa.n! Dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 25
Baag me.n gul kaa khilanaa zaruurii hai
Verse 26
Haa.N mohabbat me.n milana zaruurii hai
Verse 27
Paas aane kaa achchhaa bahaanaa hai
Verse 28
Kyaa karuu.n mai.n ki mausam diivaanaa hai
Verse 29
Dil meraa dha.Dakaane lagii ab to ye diivaanagii ho
Verse 30
Binaa kisii yaar ke jaan-e-jaa.n
Verse 31
Ye pyaar adhuuraa rahataa hai
Verse 32
Jab tak na mile nazaro.n se nazar
Verse 33
Iqaraar adhuuraa rahataa hai
Verse 34
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 35
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 36
Diidaar adhuuraa rahataa hai
Verse 37
Jab tak naa pa.De aashiq kii nazar
Verse 38
Si.ngaar adhuraa rahataa hai
Verse 39
Ghuu.nghat kii aa.D se dilbar kaa
Verse 40
Dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 41
Haa.n dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 42
Dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 43
Ho.n dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 44
Haa.n dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa
Verse 45
Haa.n dilbar kaa dilbar kaa dilbar kaa