Hindi · Movie Lyrics
Humko Deewana Kar Gaye (Sad)
Script
Verse 1
Ishq mein laakhon gham ishq na karna tum Ishq hai ek saza Ishq ki galiyon mein aah na bharna tum Ishq hai ek saza Keh rahi hai dil ki lagi, bin tumhaare kya zindagi Gham na uthaate to achha tha Khud ko sataate to achha tha Tu ab na kehke jaana humko begaana kar gaye Tu ab na kehke jaana humko begaana kar gaye