Dekha Hai Maine Toh
Verse 1
Udit: dekhaa hai maine to Chorus: sa sa ni sa -2 Udit: ( dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar ) -2 subah-shaam raat-din karooN intzaar beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar Anu: ( dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar ) -2 subah-shaam raat-din karooN intzaar beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar Udit: o.... dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar Udit: baaNhoN mein bharke, had se guzar ke Thahro zaraa main jhoom looN Chorus: sa sa ni sa -2 Udit: kahti hai meri betaabiyaaN main tere laboN ko choom looN Anu: mere mahboob sanam ko, mastaane is mausam ko kyaa ho gayaa.... kyaa masti laayee hai Chorus: sa sa ni sa -2 Anu: kyaa masti laayee hai, ab ki bahaar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar subah-shaam raat-din karooN intzaar beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar Udit: dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar Anu: o o o.... o.... o.... Udit: o.... o.... o.... ho.... Anu: palkoN mein band kaisi hayaa hai saajan tujhe nahin pataa Chorus: sa sa ni sa -2 Anu: aake gale se mujhko lagaa le, chaayaa hai ishq kaa nashaa Udit: kaisaa hai deevaanaapan, pyaasi pyaasi hai dhaDkan main kyaa karooN, kyaa karooN.... jaanam pe kar dooNgaa Chorus: sa sa ni sa -2 Udit: ho...., ( jaanam pe kar dooNgaa main jaaN nisaar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar ) -2 subah-shaam raat-din karooN intzaar beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar Anu: dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar subah-shaam raat-din karooN intzaar beqraariyoN mein bhi aa gayaa qaraar Both: dekhaa hai maine to pahli baar deevaane dilbar ki aaNkhoN mein pyaar