Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Tumse Hamara Vada Hai

Script

Verse 1

u: o.. ho ho ho o a: aa.. aa aa aa u: aa aa aa.. a: aa aa aa.. a: (tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam) -2 jiyenge marenge tumhaare liye ham u: (badlegi duniyaa badlegaa aalam) -2 jiyenge marenge tumhaare liye ham both: ho.. ho ho ho.. o, aa.. aa aa aa.. aa a: (pal mein lage jo sadiyoN puraanaa ye kaisaa hai naataa kisi ne na jaanaa) -2 u: naye phool jaise khilaataa hai mausam, ho.. ho mohabbat ne hamko milaayaa hai jaanam a: (tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam) -2 jiyenge marenge tumhaare liye ham both: ho.. ho ho ho.. o, aa.. aa aa aa.. aa u: (palken khulin aur nazren hain soyee na muddat se mujhse milaa aur koi) -2 a: KhushiyaaN milen yaa hamko milen Gham, o.. o pyaar hamaaraa na hogaa kabhi kam u: (badlegi duniyaa badlegaa aalam) -2 jiyenge marenge tumhaare liye ham a: tumse hamaaraa vaadaa hai hamdam u: badlegi duniyaa badlegaa aalam both: jiyenge marenge tumhaare liye ham (ho.. ho ho ho.. o, aa.. aa aa aa.. aa) -3