Chal Jhoothi
Verse 1
Shraddha: (Maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar Voh bole chal jhoothi) - 2 Aankhon se to haan kehti hai honton pe inkaar Teri to chal jhoothi Arre chori meri pakadi gayi to Main bhi rodi jhoothi moothi Maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar Voh bole chal jhoothi Chori meri pakadi gayi to Main bhi rodi jhoothi moothi Dil mein jo chhupaaya, aankhon ne bataaya Bas pyaar hi jaane is pyaar ki maaya Udit: Dil mein jo chhupaaya, aankhon ne bataaya Bas pyaar hi jaane is pyaar ki maaya Shraddha: Tumse mili nigaahen, main sharmaa gayi Kuch kehte kehte ruki ghabaraa gayi, oh Chori meri pakadi gayi hai Udit: Ek nahin sau baar teri to, chal jhoothi Shraddha: Maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar Voh bole chal jhoothi Hey, la ra ra la... Udit: Kuch tumne socha, kuch maine socha Shraddha: Lo, jo tumne socha, vahi maine socha Udit: Kuch tumne socha, kuch na kuch kuch maine socha Shraddha: Vahi to, jo tumne socha vahi maine socha Udit: Tere mann ka darpan maine dekhliya In aankhon mein pyaar ka saawan dekhliya Shraddha: Arre maine bhi sapnon ka saajan dekhliya, ho Udit: Ji to karta hai ke kehdoon phir se tujhe ek baar Teri to chal jhoothi Shraddha: O ho, la la la ra la, la la ra la, la la la ra la La la ra la ra ra la la Udit: Arre chori teri pakadi gayi to Tu bhi rodi jhoothi moothi Shraddha: Maine unse kal kaha jab tumse hua mujhe pyaar Voh bole chal jhoothi...