Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Do Pyaar

Script

Verse 1

Do pyaar karne wale jungle mein...kho gaye

Verse 2

Baaghi bane paagal bane deewane...ho gaye

Verse 3

Kaho ab kya karein..

Verse 4

Karein ab kya karein..

Verse 5

Arre ab kya karein..

Verse 6

Aji ab kya karein..

Verse 7

Do pyaar karne wale jungle mein...kho gaye

Verse 8

Baaghi bane paagal bane deewane...ho gaye

Verse 9

Darr lagta hai yaar kahin na sher aa jaaye

Verse 10

Paake akele mein na hum dono ko kha jaaye

Verse 11

Dekhega jo tujhko..tujhpe mar jaayega

Verse 12

Meri jaan pe woh bhi apni jaan lutayega

Verse 13

Tere husn ke jaadoo se woh bach nahin paayega

Verse 14

Darein hum kyun darein..

Verse 15

Bhala hum kyun darein..

Verse 16

Arre hum kyun darein..

Verse 17

Aji hum kyun darein..

Verse 18

Do pyaar karne wale jungle mein...kho gaye

Verse 19

Baaghi bane paagal bane deewane...ho gaye

Verse 20

Humne suna dilbar puraane log kehte hain

Verse 21

Aise ghaney jungle mein kaaley bhoot rehte hain

Verse 22

Tere nainon se gar woh nainon ko ladayega

Verse 23

Teer nigaahon ka uske dil mein garh jaayega

Verse 24

Tere ishq ka bhoot bhooton pe charh jaayega

Verse 25

Galey milke galey..

Verse 26

Chalein aashiq chalein..

Verse 27

Chalein milke chalein..

Verse 28

Deewane hum chalein..

Verse 29

Do pyaar karne wale jungle mein...kho gaye

Verse 30

Baaghi bane paagal bane deewane...ho gaye

Verse 31

Kaho ab kya karein..

Verse 32

Karein ab kya karein..

Verse 33

Arre ab kya karein..

Verse 34

Aji ab kya karein..

Verse 35

Do pyaar karne wale jungle mein...kho gaye

Verse 36

Ek doosre ke pyaar mein deewane ho gaye