Kahin Pyaar Na Ho Jaaye
Verse 1
Alka: Kahin...Pyaar Na Ho Jaaye (3x) Ae Dil Bataa Ye Tujhe Kya Hua Tu Hai Kyoon Beqaraar Itna Ae Dil Bataa Ye Tujhe Kya Hua Tu Hai Kyoon Beqaraar Itna Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (4x) Kumar: Ae Dil Bataa Ye Tujhe Kya Hua Tu Hai Kyoon Beqaraar Itna Ae Dil Bataa Ye Tujhe Kya Hua Tu Hai Kyoon Beqaraar Itna Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (4x) Alka: Raahon Mein Ruk Jaaon Main Chalte Chalte Hanste Huey Main To Roney Lagoon Tanhaiyoon Mein Ussey Yaad Kar Ke Darr Hai Main Pagal Na Honey Lagoon Maine Pehli Baar Le Ke Uska Pyaar Kiya Hai Singhaar, Hoo Kumar: Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2x) Alka: Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2x) Kumar: Ae Dil Bataa Ye Tujhe Kya Hua Tu Hai Kyoon Beqaraar Itna... Rakh Li Hai Tasveer Dil Mein Chupaa Ke Seh Na Sakoon Ek Pal Dooriyaan Ji Na Sakoonga Main Usko Bhula Ke Mere Bhi Dil Ki Hain Majbooriyaan Mujhe Baar Baar Hai Intezaar Kabh Aaye Yaar, Hoo Alka: Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2x) Kumar: Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2x) Alka: Ae Dil Bataa Ye Tujhe Kya Hua Tu Hai Kyoon Beqaraar Itna Kumar: Kahin Pyaar Na Ho Jaaye (2x) Alka: Kahin Pyaar Na Ho Jaaye Kahin Pyaar Na Ho Jaaye...