Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aarzoo Hai Pyaar Ki

Script

Verse 1

aarzoo hai pyaar ki dil ki hai intezaa hai khwaaishe dhadkan ki yeh na rahe abb dooriyan baahon mein baahein ho raat din, pyaar ho darmiyaan tune dil ko chhuaa hai o jaane jaan yeh mujhe kya hua hai o jaane jaan

Verse 2

chand ki chandani se dhoola roop hai tu hasin shaam hai, gunguni dhoop hai teri khayaalon se aabaad hai mere dono jahaan tune dil ko chhua hai o jaane jaan yeh mujhe kya hua hai o jaane jaan

Verse 3

is kadar tut ke main tujhse pyaar doon tujhpe dil zindagi yeh jahaan vaar doon meri duaaon ka asar hai tu, ya hai rab ki dua tune dil ko chhua hai o jaane jaan yeh mujhe kya hua hai o jaane jaan aarzoo hai pyaar ki dil ki hai inteza hai khwaaishe dhadkan ki yeh, na rahe abb dooriyaan baahon mein baahein ho raat din, pyaar ho darmiyaan (tune dil ko chhua hai o jaane jaan yeh mujhe kya hua hai o jaane jaan) - 2