Khat Likhna Hai Par Sochti Hoon
Verse 1
la: khat likhnaa hai par sochti hooN -2 ye kaise likhooN mujhe tumse mohabbat ho gayee hai -2 a: meri maano, itnaa likh do -2 in aaNkhoN par KhvaaboN ki inaayat ho gayee hai -2 la: kaagaz kalam jaise hi uThaaooN dil hai ke dhaDake jaaye haaN aa aa, dil hai ke dhaDake jaaye a: jo bhi likho tum dil ki baaten ab na chhupengi chhupaaye haaN aa aa, ab na chhupengi chhupaaye la: main achchhi hooN, ye to likh dooN -2 ye kaise likhooN mujhe tumse mohabbat ho gayee hai -2 la: ye sochaa hai, itnaa likh dooN kuchh din se mujhe kyaa jaane kyuN ye duniyaa hasin lagti hai -2 a: ye bhi likhnaa, ab saare din hai saath koi ke jiske bin tabiyat hi nahin lagti hai -2 la: bataao.., bataao.. in lafzoN mein main hi likhooN, mujhko tum samjhaao mujhe tumse mohabbat ho gayee hai -2 main kuchh likhooN, vo kuchh samjhe aisaa nahin ho jaaye haaN aa aa, aisaa nahin ho jaaye a: aisaa hai to saaf likho tum apni to hai ye raay haaN aa aa apni to hai ye raay la: haaN sach to hai, kyuN sharmaaooN -2 kyuN ye na likhooN mujhe tumse mohabbat ho gayee hai a: to likh to mohabbat ho gayee hai la: likh dooNgi mohabbat ho gayee hai a: mujhe tumse mohabbat ho gayee hai la: mujhe tumse mohabbat ho gayee hai