Khullam Khulla Pyar
Verse 1
ki: khullam khullaa pyaar karenge ham donoN -2 is duniyaa se nahin Darenge ham donoN aa: haaN pyaar ham karte hain chori nahin mil gaye dil joraa-jori nahin ham vo karenge dil jo kahe, hamko zamaane se kyaa ki: koo koo, khullam khullaa pyaar karenge ham donoN is duniyaa se nahin Darenge ham donoN aa: haaN pyaar ham karte hain chori nahin mil gaye dil joraa-jori nahin ham vo karenge dil jo kahe, hamko zamaane se kyaa khullam khullaa pyaar karenge ham donoN is duniyaa se nahin Darenge ham donoN ki: ( ey, dekh vo, ishq chhup-chhup ke farmaa rahe hain hai kyaa mazaa, dil hii dil mein to ghabraa rahe hain ) -2 aa: lagtaa hai donoN paDosi hain vo rishtaa hi aisaa hai jaane bhi do ham vo karenge dil jo kare hamko zamaane se kyaa both: khullam khullaa pyaar karenge ham donoN is duniyaa se nahin Darenge ham donoN ki: ( ey, sun zaraa, ye bhi joDi hai kaisi niraali hai.. saath kyaa, pichhe laalaa chale aage laali ) -2 aa: donoN mein shaayad banti na ho apni tarah in mein jamti na ho ham vo karenge dil jo kahe hamko zamaane se kyaa ki: arey dhat both: khullam khullaa pyaar karenge ham donoN is duniyaa se nahin Darenge ham donoN ki: ( ey.. aa: bolo na ki: pyaar kaa hai ye dushman zamaanaa aa: arey sun ki: haaN bataa aa: sabko miltaa nahin ye khazaanaa ) -2 ki: jinko aji ye khazaanaa mile aa: dekh dekh unko ye duniyaa jale ki: ham vo karenge dil jo kahe, hamko zamaane se kyaa, oo aa: khullam khullaa pyaar karenge ham donoN is duniyaa se nahin Darenge ham donoN ki: pyaar ham karte hain chori nahin mil gaye dil joraa-jori nahin aa: ham vo karenge dil jo kahe hamko zamaane se kyaa both: khullam khullaa pyaar karenge ham donoN is duniyaa se nahin Darenge ham donoN