Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Waada Raha Sanam

Script

Verse 1

Alakaa: Vaadaa Rahaa Sanam, Ho.Nge Judaa Na Ham Chaahe Na Chaahe Zamaanaa Hamaarii Chaahato.N Kaa Mit Naa Sakegaa Fasaanaa Abhiijiit: Vaadaa Rahaa Sanam, Ho.Nge Judaa Na Ham Chaahe Na Chaahe Zamaanaa Hamaarii Chaahato.N Kaa Mit Naa Sakegaa Fasaanaa Alakaa: (In Vaadiyo.N Me.N Yuu.N Hii Milate Rahe.Nge Dil Me.N Vafaa Ke Diye Jalate Rahe.Nge ) \- 2 Ye Maa.Ngaa Hai Duaao.N Me.N Kamii Na Ho Vafaao.N Me.N Rahe Terii Nigaaho.N Me.N Dekho Na In Fizaao.N Me.N O Jaane Jaa.N Hamaarii Chaahato.N Kaa ... Abhiijiit: (Kaisii Udaasii Tere Chehare Pe Chhaa_Ii Kyaa Baat Hai Jo Terii Aa.Nkh Bhar Aa_Ii) \- 2 Dekho To Kyaa Nazaare Hai.N Tumhaarii Tarah Pyaare Hai.N Ha.Nso Na Mere Liye Tum Sabhii To Tumhaare Hai.N O Jaane Jaa.N Hamaarii Chaahato.N Kaa ... Dono: Vaadaa Rahaa Sanam, Ho.Nge Judaa Na Ham Chaahe Na Chaahe Zamaanaa Hamaarii Chaahato.N Kaa Mit Naa Sakegaa Fasaanaa