Hum Dono Hain Khoye
Verse 1
u: ham donoN hain khoye aa: ho na jaage hain na soye u: ham donoN hain khoye na jaage hain na soye ke ab hosh hamko nahin aa: arrey arrey arrey arrey mujhko tum sambhaalo seene se lagaa lo ke ham kho na jaayen kahin u: tujhe baaNhoN mein bharooN aa: oo huN u: main aaj vo karooN aa: aa haaN u: tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN maine aaj tak jo na kiyaa aa: arrey ham donoN hain khoye na jaage hain na soye ke ab hosh hamko nahin u: arrey mujhko tum sambhaalo haaN seene se lagaa lo ke ham kho na jaayen kahin u: ambar kyoN hiltaa hai dharti kyuN ghoome hai aa: apne sang har koi masti mein jhoome hai u: kitnaa mazaa aa rahaa hai aa: o o o o u: he ambar kyoN hiltaa hai dharti kyuN ghoome hai aa: apne sang har koi masti mein jhoome hai kitnaa mazaa aa rahaa hai u: aajaa miTaa den sabhi dooriyaaN aa: kuchh der Thahro hain majbooriyaaN u: aao chalen ghar ke ab ho chuki hai shaam aa: ham donoN hain khoye na jaage hain na soye u: ke ab hosh hamko nahin aa: haa mujhko tum sambhaalo haaN seene se lagaa lo ke ham kho na jaayen kahin u: tujhe baaNhoN mein bharooN aa: oo huN u: main aaj vo karooN aa: aa haaN u: tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN maine aaj tak jo na kiyaa aa: kab tak yuN bhaTken ham rastaa hai anjaanaa u: aise mein mushkil hai manzil kaa mil paanaa aa: raste mein baiTho na yuN kab tak yuN bhaTken ham rastaa hai anjaanaa u: aise mein mushkil hai manzil kaa mil paanaa raste mein baiTho na yuN aa: arrey arrey ham aa gaye hain na jaane kidhar u: hey hey ye socho pahuNchenge ab kaise ghar aa: ye sochnaa ab tumhaaraa meri jaaN hai kaam u: ham donoN hain khoye aa: haa u: aa jaage hain naa soye aa: haa u: ke ab hosh hamko nahin aa: arrey rey rey mujhko tum sambhaalo seene se lagaa lo ke ham kho na jaayen kahin u: tujhe baaNhoN mein bharooN aa: aa haa u: main aaj vo karooN aa: na na u: ( tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN maine aaj tak jo na kiyaa ) -2 aa: tujhe baaNhoN mein bharooN aaj vo karooN maine aaj tak jo na kiyaa