Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Khushnuma Sa Ye Roshan Ho

Script

Verse 1

Khushnuma, khushnuma

Verse 2

Khushnuma sa ye roshan ho jahaan Khwaab jeenay ke poorey ho yahaan Zindagi se yun miley Koi pal na rootha sa Jisme khud se bade dooriyan Khushnuma sa ye roshan ho jahaan Khwaab jeenay ke poorey ho yahaan Zindagi se yun miley Koi pal na rootha sa Jisme khud se bade dooriyan

Verse 3

Kuch ho shaamein bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Kuch ho shaamein bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Khushnuma sa ye roshan ho jahaan Khwaab jeenay ke poorey ho yahaan

Verse 4

Chootey na apne hi jismo se kahin saaye Jeenay se na ho dil khafa Saansein ki tootey na kabhi yeh kahin dorein Roothey na koi bhi dua Chootey na apne hi jismo se kahin saaye Jeenay se na ho dil khafa Saansein ki tootey na kabhi yeh kahin dorein Roothey na koi bhi dua Jee le sabhi har woh khushi Kho si gayi hai jo yahaan Kuch ho shaamein bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Kuch ho shaamein bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa

Verse 5

Sone se dil ki yeh fizaayein chate saari Baaki na koi hogi raat Soye se khwaabon ko jagaane kabhi aaye Aisa bhi koi din naya Sone se dil ki yeh fizaayein chate saari Baaki na koi hogi raat Soye se khwaabon ko jagaane kabhi aaye Aisa bhi koi din naya Tootey yakeen abh na kahin Koi rukey na kaarwan

Verse 6

Kuch ho shaamein bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa Kuch ho shaamein bhi shabnami Ho bheeni si subah Koi bhi na armaan ho fanaa

Verse 7

Khushnuma ..