Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Do Sitaron Ka Zamin Par

Script

Verse 1

M:Do sitaraon ka zameen par hai milan aaj ki raath Muskuraathaa hai ummeendon ka chaman aaj kii raath F:Rang laayi hai mere dil kii lagan aaj kii raath Saarii duniyaa nazar aathi haai dulhan aaj kii raath (Do sitaron) M: Husnwaale teri duniyaa mein koyi aayaa hai Tere deedaar ki hasrath bhi koi laayaa hai Thod de thod de parde ka chalan aaj kii raath Muskuraathaa hai ummendon ka chaman aaj kii raath (Do sitaron) F:JInke milne ki thamanna dhii wohjii aathe hai chaand thaare mere aahon mein bichche jaathe hai Jhoomthaa hai meri kadmon ko gagan aaj ki raath Saari duniyaa nazara aathi hai dulhan aaj kii raath (Do sitaaron)