Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Idhar Chala Mein Udhar Chala

Script

Verse 1

u: idhar chalaa main udhar chalaa, jaane kahaaN main kidhar chalaa -2

Verse 2

arrey phisal gayaa.., ye tune kyaa kiyaa

Verse 3

a: idhar chali main udhar chali, jaane kahaaN main kidhar chali -2

Verse 4

arrey phisal gayee.., le tere sang ho chali

Verse 5

a: nazar ye kiski hamen lagi -2

Verse 6

ke chalte chalte phisal gaye

Verse 7

u: hansi hansi mein ye kyaa huaa, ham badal gaye

Verse 8

nazar ye kiski hamen lagi, ke chalte chalte phisal gaye

Verse 9

a: hansi hansi mein ye kyaa huaa, ham badal gaye

Verse 10

u: kyuN badal gaye a: ham badal gaye

Verse 11

u: idhar chalaa main udhar chalaa, jaane kahaaN main kidhar chalaa -2

Verse 12

arrey phisal gayaa.., ye tune kyaa kiyaa

Verse 13

a: ( tum itne bhole ho kis liye

Verse 14

u: tum itni achhi ho is liye

Verse 15

a: kyuN achhi hooN, ye bataao tum

Verse 16

u: kyuN bataaooN main ) -2

Verse 17

a: kuchh bataao naa

Verse 18

u: kyuN bataaooN main

Verse 19

a: idhar chali main udhar chali, jaane kahaaN main kidhar chali

Verse 20

arrey phisal gayee.., le tere sang ho chali

Verse 21

u: idhar chalaa main udhar chalaa, jaane kahaaN main kidhar chalaa -2

Verse 22

arrey phisal gayaa.., ye tune kyaa kiyaa

Verse 23

( ye tune kyaa kiyaa

Verse 24

a: main tere sang ho chali ) -2