Yeh Ladki Jawaan
Verse 1
Sanu: Yeh Ladki Jawaan Ho Gayee Mujhpe Maheerbaan Ho Gayee (repeat) Har Koi Chaahata Hai Isse (2) Dilwaloon Ki Jaan Ho Gayee (2 + Haye) Alka: Yeh Ladka Jawaan Ho Gayee Haseenon Ki Jaan Ho Gayee (repeat) Har Koi Chaahata Hai Isse (2) Husn Waalon Ki Shaan Ho Gaya (2) Sanu: Tere Gaalon Ke Rangon Ko Main Nikhaar Zulfein Uljhi Hain Aaja Main Sawaar Doon (Haan+repeat) Alka: Zindagi Teri Baahon Mein Guzaar Doon Dil Ye Kehta Hai Yaara Tujhe Pyaar Doon Sanu: Aa Lagaa Loon Laboon Se Tujhe Tu To Meri Zubaan Ho Gayee Tu To Meri Zubaan Ho Gayee Yeh Ladki Jawaan Ho Gayee Dilwaloon Ki Jaan Ho Gayee... Alka: Thodi Masti Hai, Thoda Sa Saroon Hai Mera Is Mein Na Koi Bhi Kasoor Hai (Haan + repeat) Sanu: Ishq Mein Dil Deewana Mera Choor Hai Tera Bhi Kuch Iraada To Zaroon Hai Alka: Teri Baaton Se Abh Darr Lagey (2) Tu Zaraa Beimaan Ho Gaya (2) Yeh Ladka Jawaan Ho Gayee Huswaalon Ki Shaan Ho Gayee Sanu: Yeh Ladki Jawaan Ho Gayee Dilwaloon Ki Jaan Ho Gayee Alka/Sanu: Har Koi Chaahata Hai Isse (2)