Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Aa Gaye Hum

Script

Verse 1

Aa gaye hum ye kis mod pe Zindagi ko kahin chhod ke Tanha tanha hai saari rahein Lamha lamha hain lapti aahein Hum kahan aa gaye kyun aa gaye

Verse 2

Aa gaye ye kis mod pe Zindagi ko kahin chhod ke Tanha tanha hai saari rahein Lamha lamha hain lapti aahein Hum wahan aa gaye kyun Aa gaye Aa gaye ye kis mod pe Zindagi ko kahin chhod ke

Verse 3

Palkon mein khwaab jaltein hain Saanso mein dard paltein hain Ye kaisa intihaan hain khuda Hain zustaju nararon ki Khwaish mein chaand sitaaron ki Hum juganu se bhi huye juda Yaaron hum bhi to kaise deewane Pyaas sahera mein dil ki bujhane Hum aa gaye Aa gaye ye kis mod pe Zindagi ko kahin chhod ke

Verse 4

Aaina zeed par tuta hain Hame rehgharon ne luta hain Socha nahi tha jo woh hogaya Hamko hawa ne roka thaa Feraki sadaane toka thaa Ho jaayega sukun ye ho gaya Bas yuhi dil ki baato mein aake Ghaao pe apna sab kuch lugaake Hum aa gaye

Verse 5

Aa gaye ye kis mod pe Zindagi ko kahin chhod ke Tanha tanha hai saari rahein Lamha lamha hain lapti aahein Hum kahan aa gaye kyun aa gaye Aa gaye ye kis mod pe Zindagi ko kahin chhod ke.