Skip to content
Hindi · Movie Lyrics

Surmai Shaam

Script

Verse 1

Surmayii shyaam is tharah aaye Saans lete hai jis tarah saaye (Surmayii) Koi aahat nahin badan ki kahin Phir bhi lagthaa hai thu yahin hai kahin Waqt aaya sunaayi detaa hai Tera saayaa dikhaayi detaa hai Jaise khushbu hawa pe choo jaaye Saans lete hai jis tarah saaye (Surmayii) Din ka job hi pehal guzartha hai Koi ehasaan saa utharthaa hai Waqt ke paanw dekhthaa hun mem Roz yeh chaal dekhthaa hun mem Haaye jaise koi bahaar aaye Saans lete hai jis tarah saaye (Surmayii).