Aaj Mausam Bada Be-Iman Hai
Verse 1
aaj mausam ba.Daa beiimaan hai ba.Daa beiimaan hai, aaj mausam aane vaalaa koii tuufaan hai koii tuufaan hai, aaj mausam
Verse 2
kyaa huaa hai, huaa kuchh nahii.n hai baat kyaa hai pataa kuchh nahii.n hai mujhase koii Kataa ho ga_ii to is me.n merii Kataa kuchh nahii.n hai Kuubasuurat hai tuu rut javaan hai aaj mausam ba.Daa beiimaan hai
Verse 3
kaalii\-kaalii ghaTaa dar rahii hai Tha.nDii aahe.n havaa bhar rahii hai sabako kyaa\-kyaa gumaan ho rahe hai.n har kalii ham pe shak kar rahii hai phuulo.n kaa dil bhii kuchh badagumaan hai
Verse 4
ai mere yaar ai husn vaale dil kiyaa mai.nne tere havaale terii marzii pe ab baat Thaharii jiine de chaahe tuu maar Daale tere haatho.n me.n ab merii jaan hai