Bolo Kya Khayal Hai
Verse 1
So: hey hey hey hey ishq deevaanaa hai, tumko chaahaa to jaanaa sanam -2 ishq deevaanaa hai, tumko chaahaa to jaanaa sanam -2 ab yaar ke binaa, jeenaa baDaa dushvaar hai meraa nahin dil kaa ye savaal hai bolo kyaa Khayaal hai -3 Su: mujhko tumse pyaar hai So: ishq deevaanaa hai, tumko chaahaa to jaanaa sanam -2 ab yaar ke binaa, jeenaa baDaa dushvaar hai meraa nahin dil kaa ye savaal hai bolo kyaa Khayaal hai -3 Su: mujhko tumse pyaar hai So: ( tum ho meri jaan meri aashiqi tum se hai javaan meri aashiqi ) -2 apne dil ko thaam looN, jab tumhaaraa naam looN kyaa karooN dil meraa behaal hai bolo kyaa Khayaal hai -3 Su: mujhko tumse pyaar hai So: ( hai ajab si beqaraari aajkal dooriyaaN sahi na jaaye ek pal ) -2 Khvaab ho naseeb ho tum mere qareeb ho ho ke judaa rahnaa muhaal hai bolo kyaa Khayaal hai -3 Su: mujhko tumse pyaar hai So: hey hey hey ishq deevaanaa hai, tumko chaahaa to jaanaa sanam -2 ab yaar ke binaa, jeenaa baDaa dushvaar hai meraa nahin dil kaa ye savaal hai bolo kyaa Khayaal hai -3 bolo bolo kyaa Khayaal hai bolo kyaa Khayaal hai -3 Su: mujhko tumse pyaar hai