Hindi · Movie Lyrics
Meri Yaad Mein Tum Na
Script
Verse 1
Merii Yaad Me.N Tum Na Aa.Nsuu Bahaanaa Na Jii Ko Jalaanaa, Mujhe Bhuul Jaanaa Samajhanaa Ke Thaa Ek Sapanaa Suhaanaa Vo Guzaraa Zamaanaa, Mujhe Bhuul Jaanaa Merii Yaad Me.N...
Verse 2
Judaa Merii Ma.Nzil, Judaa Terii Raahe.N \-2 Mile.Ngii Na Ab Terii\-Merii Nigaahe.N Mujhe Terii Duniyaa Se Hai Duur Jaanaa Merii Yaad Me.N...
Verse 3
Ye Ro\-Ro Ke Kahtaa Hai Tuutaa Huaa Dil \-2 Nahii.N Huu.N Mai.N Terii Mohabbat Ke Kaabil Meraa Naam Tak Apane Lab Pe Na Laanaa Na Jii Ko Jalaanaa, Mujhe Bhuul Jaanaa Merii Yaad Me.N...